Monday, January 3, 2011

Dil Dard Se Bismil

dil dard se bismal ki tarah lot raha ho.

seene pe tasalli ko tera haath dhara ho.

gar waqt te ajal sar teri chowkhat pe jhuka ho.

jitni ho kazaaein ek hi sajde me ataa ho.

aata hai fajeeron pe unhe pyaar kuch aisa.

khud bheek den aur khud kahein mangta ka bhala ho.

mangta tohe mangta koi shaahon me dikhaade.

jisko mere sarkaar se tukda na mila ho.
jisko mere sarkaar se tukda na mila ho.

kyun apni gali me wo ra wada re sada ho.

jo bheek liye raahe gada dekh raha ho.
jo bheek liye raahe gada dekh raha ho.

ye kyun kahun mujhko ye ataa ho ye ataa ho.

wo do k hamesha mere ghar bhar ka bhala ho.

mitti na ho barbaad pasemarg elaahi.
mitti na ho barbaad pasemarg elaahi.
jab khaak ude meri madine ki hawa ho.
jab khaak ude meri madine ki hawa ho.

allah ka mehboob bane jo tumhe chaahe.
allah ka mehboob bane jo tumhe chaahe.
uska toh bayaan hi nahi kuch tum jisey chaaho.

dhoonda hi karey sadre kayaamat k sipaahi.

wo kiss ko mile jo tere daaman me chupa ho.

dekha unhe mehshar me toh rehmat ne pukaara.

aazaad hai jo aapke daaman se bandha ho.

shabaash hasan aur chamakti si ghazal padh

dil khol kar aayi naa ye imaan ki jila ho.